Chhod Diya

Arijit Singh

tom: Am Afinação: E A D G B E
Am             G
Chhod diya woh raasta
    F             Em
Jis raaste se tum the guzre
Am             G
Chhod diya woh raasta
    F             Em
Jis raaste se tum the guzre
Am           G
Tod diya woh aaina
F              Em
Jis aaine mein tera aks dikhe
Am
Main sheher mein tere tha ghairon sa
Am         G      Am
Mujhe apna koi na mila
Am
Tere lamhon se, mere zakhmon se
Am          G      Am
Ab toh main door chala
Am               G
Rukh na kiya unn galiyon ka
    F                 Em
Jin galiyon mein teri baate hon
Am             G
Chhod diya woh raasta
    F         Em
Jis raaste se tum the guzre
Am               F
Main tha musafir raah ka teri
Am                Em
Tujh tak mera tha daayra
Am                F
Main tha musafir raah ka teri
Am                Em
Tujh tak mera tha daayra
Am                G
Main v kabhi tha mehbar tera
F                Am
Khanabadosh mein ab thehra
F                Em
Khanabadosh mein ab thehra...
Am                G
Chhoota nahin unn phoolon ko
F                 Em
Jin phoolon mein teri khushboo ho
Am             G
Rooth gaya unn khwaabon se
F                     G     Em
Jin khaabon mein tera khaab bhi ho
Am
Kuch bhi na paya maine safar mein
Am                 G
Hoke safar ka main reh gaya
Am
Kagaz ka wo sidha ghar tha
Am      G
Bheegte baarish mein beh gaya
F       Em           Am
Bheegte baarish mein beh gaya
Am             G
Dekhun nahi us chandni ko
F                   Em
Jis mein ki teri parchai ho
Am             G
Dur hu mein in hawaon se
F                       Em    Am
Ye hawa tujhe chuke bhi aai na ho
Página 1 / 1

Letras e título
Acordes e artista

resetar configurações
OK